Stenography in hindi

Stenography do Greek word ke Milne Se Bana Hai jo hai steganos matlab cover karna aur graphy matlab likhna  jaise koi message ko cover Karke Chupa Ke bhej na hota hai to use Stenography Kehte Hai steganography text ne ki Jati Hai video mai  ki Jati Hai audio me ki jati hai aur exe file par ki Jati Hai stenography ka ijat grrek Mai  Hua tha stenography ka main  Goal   hai ki koi bhi text message ko koi bhi image ya koi file me compile kiya jata hai jise Koi dusra yani third party insan padh nahi sake.

Stenography Ki Khoj herrodotus ne kee thi pehle message ko tablet me Chupake usse mom se cover Kiya jata tha Jise Wo mom kejaise dikhe use boot ki shall me chupa diya jata tha.ese bahut se tarike hai .hacking me stenography kya hai wo samajh ne ki koshish karte hai jaise Maan Ligiye ki aapke paas ek image ya video ya audio file bhejna hai jis me aap ko ek messege chupaake begna hai to aap ko kya karna hoga aapko image file or txt file ko compile karke ek file banani hogi.

jaise ki agar aapka Taxt Mai learn hacking in Hindi me haking Sikh raha hu aur aap ko yeh message apne friend ko ya Kisi Ko send karna hai Stenography se to aap ko kya karna hoga Ek image file leny Hogi us  file me message ko hide karna hoga aur usse bhej dena Hoga agar koi aur  dekhega to usay  Lagaya ki ek Normal image hai lekin usme message hoga jo aapka friend usi software se us messege ko decompile karke messege alag kar sakta hai


Type Of Stenography



  • text technography 
  • image steganography 
  • audio steganography 
  • video steganography



Use Of Stenography


 terrorism me steganography ka use  hota hai
black hat hacker koi bhi image me virus ko compile karke bhej dete hai agar aap us image ko open karte hai to virus aapke pc me aa jata hai.
 illegal work normal video mein Chhupa ke bhej sakte hai .


Tools


  • stegspy
  • steghide
  • Quickstego
  • openstego
  • OpenPuff
  • silent Eyes

Latest
Previous
Next Post »