Ch-5 Creat Lab
Agar aap hacking sikh
rahe to aako uska practical bhi karna hoga.agar aap pracktical nahi karte hai
to aap hacking nahi sikh sakte hai.isliye aapko ek lab ki jarurat hogi.is
hacking lab me aap ko 2 computer ki jarurat hogi.jisme aap ek computer ko
victim or ek computer ko attacker bana kar hacking ke practical kar sake.lekin
agar aap ke paas do computer nahi hai to aap ko apne pc me hi dusara system use
karna hoga.isliye aapko virtual box ki jarurat hogi.is software ke jariye aap
apne pc me dusara oprating system use kar sakege.or aap ke virtual box wale pc
ka ip address or mac address alag hoga to is liye aap is par hacking ke
practkal kar sakege.
Installing virtual box
Sabse pahle virtual
box ko download kar ke install kar lijiye.
1.
Aap ko sabse pahle ye screen show hogi.
2.
Ab aap ko next par click karna haoga.isi
tarah setup ko next par click karte jaiye.
3.
To is tarah virtual box install hona suru ho jayega.
4.
Ab aap new par click kijiye or aapke paas jis
oprating system ki cd ya image file ho uska naam enter kijiye .
5.
Fir aapko isme ram ki size ke bare me puchega
isme aap 512 mb choose kare or next par click kijiye.
6. Or fir
create virtual hard disk par click kijiye or creat par click kijiye.
7. Fir
aapko tino option me se ek choose karna hoga fir next par click kijiye.
8. Fir
Dynamic size par click kijiye.isse ye hoga ki jab aap ki hard disk full ho
jaayegi to ye apne aap hi vertual hard disk
9.
Fir aapko hard disk ki kitni space
deni hai vo puchega aap ko jitne gb ki hard disk banani hai us size ke baad
create kar de.
10.
To is tarah aap ne vertual box me
win xp ko insert kar diya hai.
11.
Ab jab aap start par click karege
ko aap ko iso file insert karni hogi aap ki iso file ki location isme insert
kijiye fir start par click kijiye.
12.
To is tarah aap ka windows xp virtual box me
install ho jayega
Prepaire Your lab.
PROXY
1. Sabse pahle virtual box open kijiye
or fie me jaker perference par click kijiye. Fir proxy par click kijiye.
2. Fir manual Proxy par click karke aap
proxy ka ip address insert kijiye or port number insert kijiye jo aap CH-3
Proxy me sikh gaye hai.
Shared Forder From Guest PC to Virtual PC.
1.
Sabse pahle Appka virtual pc on kijiye.Or
Devices par click kare or isme last option apr click kare.fir setup ko next
next kar ke setup complete kijiye.
2.
Ab aap ke main computer me aake jis forder ko
aapko share karna hai us path par jayiye.fir right click par click kariye sharing
option par click kijiye fir advance sharing par click kijiye. Fir ok par click kijiye.
Fir screen me bataye gaye arrow par click kijiye forder
path me jaker other par click kijiye.
4.
ab aap ke forder ka path choose
kijiye.or automount or make permanent par click kijiye.or ok prass kijiye.ab
aapke virtual pc ko on kijiye. To aapko vo forder vertual pc me dikhai dega.
CLONE
1.
Is liye sabse pahle aap ka virtual os band
kare or fir aap ke os par right click karke clone ko choose kijiye.
Fir next par click kijiye.
Windows 8.1
Windows 10
Click here for Download
Ubantu
loading...
EmoticonEmoticon