What Is Siskey Password And
How Can crack It
Siskey Password ko startup password kaha jata hai.kyo ki ye system start
hone se pahle hi aapse paasword maang leta hai or agar koi hacker ya cracker is
me paasword daalne ka prayaas kare to 3 ya 4 try ke baad system apne aap restart
ho jata hai.
To syskey paasword lagan eke liye sabse pahle win+R key press kare fir
syskey search kare.
fir update par press kijiye fir paasword startup par click kijiye or apna
paasword bana lijiye or fir ok par press kijiye.
Ab aap ne syskey paasword set kar liya hai par agar aap apna paasword
bhul gaye to aap kya karege.ya agar aap ko koi or ke pc ka syskey paasword
hatana ho to aap kya karege is liye sabse pahle aapko ek tool ki jarurat padegi
jiska naam hai Hiren’s Boot CD ise aap iso file me net se download kar sakte
hai. Or fir aap iski bootable cd bana sakte hai.
Hiren’s Boot CD me or bhi bahut saare program pre install hote hai aap is
screen shot me dekh sakte hai.
ab paasword remove karne ke liye sabse pahle apna pc restart kijiye
or cd insert kijiye or fir us cd se boot
karaye boot hote hi aapko kuch yu image dikhai degi.isme aap ofline paasword
changer win7/8/10 option choose kijiye
Fir aap Enter dava dijiye.
To ek script apne aap run hona suru ho jayegi or aapke paasword ko search
karegi
Ab aap ko yaha dikhai dega ki ek candidates windows partition found wo
defult 1 par set hoga fir aap ko enter press karna hoga.fir siskey paasword aap
ko batayega jo windows/system32/confing hai aap isme enter kijiye.
Fir aapko puchega ki registry kaa konsa path load karana hai hume
paasword reset karna hai is liye hum 1 choose karege or fir enter press kijiye.
Fir aap ke
paas ek se 8 option dikhai dege isme aap ko kabhi kabhi 1 se 9 pure option
dikhai dege par agar aap ko dikhai nahi dete to aap dusre option par click
kijiye ye defult syskey paasword reset karne ka liye hote hai.
Fir Aap ko yas ya no ke liye puchega isliye aap ko Y choose karna hoga.
Weldone
aapne syskey paasword ko resat kar diya hai ab q press kijiye or fir aap ki CD
nikal dijiye or restart kijiye.
To Be Countinue....................
EmoticonEmoticon